TwitterFacebookGoogle PlusLinkedInRSS FeedEmail

Jul 3, 2012

0

Lajja Kaisi Aa Sakti Thi?


Ramu Ke Naye-Naye Bane Ek Dost Ne Usko Apne Ghar Dinner Par Bualaya Aur Kaha Ki Babhi Aur Bachho Ko Bhi Lete Aana.
Ramu Ja Pahuncha Uske Ghar Apne 16 Bachho Aur Biwi Ke Sath.
Uske Dost Ne Itni Badi Family Dekhi, Pahle To Hairan Hua Aur Fir Gusse Se Bola.
Dost: “Lajja Nahi Aayi?”
Ramu Bholepan Se: “Nahi Yaar, Kal Uska Exam Tha, So Ghar Par Pad Rahi Hai“
रामू के नए-नए बने एक दोस्त ने उसको अपने घर डिनर पर बुलाया और कहा की भाभी और बच्चो को भी लेते आना।
रामू जा पहुंचा उसके घर अपने 16 बच्चो और बीवी के साथ।
उसके दोस्त ने इतनी बड़ा परिवार देखा, पहले तो हैरान हुआ और फिर गुस्से से बोला।
दोस्त: "लज्जा नहीं आई?"
रामू भोलेपन से: "नहीं यार, कल उसका एक्साम था, सो घर पर पढ़ रही है"

Filmi Jokes , Non-veg SMS

Mast Hindi Jokes, Chutkule &Funny Indian SMS Jokes Copyright © 2011 | Template design by sapna live | Powered by Data EnTry